Hazaro jhopadiyan jab jalkar rakh hoti hai, Tab jakar ek mahal banta hai, Aashikon ke marne par kafan bhi nahi milta, Aur hasino ke marne pe Taj Mahal banta hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.