Laut aao ki umeed ki shama bujhne ko hai, Is jism se ye sans juda hone ko hai Is mushfir ko ek didar e yaar to kara Aakhri guzarish ab bas tum se hai....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.