Kudart ke karismo me agar raat na hoti,To khwabome unse mulakat na hoti, Ye dil hi hai har dard ki wajah, Kash ye dil hi na hota to koi baat hi na hoti..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.