hamare dil ke dard ko kisne dekha hai , hamne khud ko khud he tadpte dekha hai, tanhai me akele bathkar rote hai , aur logo ne aksor hme haste dekha hai.....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.