Badi der hui koi shakhs rulane nhi aaya, Jalti hui aankhon ko bujhane nhi aaya, Kehta tha k sath jiyenge marenge, Ab ruth gaye hain to manane nahi aaya...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.