"PYAR" ki dor sajaye rakhna, dil ko dil ...

Shayari Wishes

By Ravi Agrawal | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
"PYAR" ki dor sajaye rakhna,

dil ko dil se milaye rakhna,

kya lekar jana he sath me,

mithe bol se is rishte ko
banaye rakhna........
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares