Jindgi me na jane kaunsi baat aakhri hogi, Na jane ...

Shayari Wishes

By kanav sharma | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Jindgi me na jane kaunsi baat aakhri hogi,
Na jane kaunsi raat aakhri hogi,
Milte-julte raha karo,
Na jane kaunsi mulakat aakhari hogi..
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares