Tadpe to bahut par wo maan nhi paye, Is dil ki mohabbat wo jaan nhi paye. 1 din chale jaynge is duniya se tab wo kahenge, Lout aao hum tumhe pehchan nhi paye.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.