Na Koi Tasweer na koi Nishani thi, Na koi Zanjeer na koi Kahani thi, aap jaisa bhai hona ittefaaq nhi ho sakta, Ye to Qudrat ki hm pr koi maherbani thi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.