Nainon main barsaat hogi Dewaaron se baat hogi T ...

Shayari Wishes

By situnrocks | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Nainon main barsaat hogi

Dewaaron se baat hogi

Tum bin jab raat hogi

Sannate hansenge mujh par

Phir yaadon ki baraat hogi...
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares