Is tanha zindagi me koi sahara nai hai, Itni Badi Duniya me koi humara Nahi hai, Kadam ladkhadaye to unka daman tham Liya, to wo bhi haskar bole dost ye daman Tumhara Nahi Hai..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.