Humne tanhaai mein zanzeer se baatein ki hai, apni soyi hui taqdeer se battein ki hai, tere Didar ki kya khaak tamanna hogi, zindagi bhar teri tasweer se battein ki hai,
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.