Kaun kehta hai ki hum majboor hai, Pyaar karte hai kya hua agar door hai, Log pass reh kar bhi pyaar ko nahi samajhte, Aur ek hum hai ke door reh kar bhi pyaar se bharpor hai!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.