Baithe thee aapki yaad me tanha 1 sham. Liya 1 kagaj-kalam aur likha aapka naam. Tasvir banai aapki aur diya ye pagam. Zinda pakrne wale ko 1,00,000 ka enaam.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.