Yakin har rishte ki buniyaad hota hain , tut jaaye agar to judna mushkil hota hain , kehna aasan hain humain yakin nahi hain tumpe, lekin dard is cheez ka be-panah hota hain.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.