Gam is kadar mila ki ghabra ke pi gaye, khushi thodi si mili to milaa ke pi gaye,yun to na thi janam se pine ki adat,Sharab ko tanha dekha to taras kha ke pi gaye
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.