Apne Pyaar ko Hum Chhupa Na Sake, Deewane Dil Par Kaabu Pa Na Sake, Aaj Itne Kareeb Se Guzar gaye Woh, aur Hum unhe apane hone ka ahesas dila Na Sake...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.