Pathar ki hai Duniya jazbat nahi Samjhti,Dil me kya hai vo Bat nahi Samjhti, Tanha to Chand hai Sitaro ke Beech Magar, Chand ka dard bewafa Raat nahi Samajti..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.