khubsurt sa 1 pal kissa ban jata hai, jane kb kaun zindgi ka hissa ban jata hai. kuch log zindgi me milte hai,jinse kbi na tutne wala Rista ban jata hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.