Muhabbhat ka imtihan aasan nahi hota.Pyar sirf pana ka hi naam nahi hota. Barson gujar jaate hai kisi ko paane ke intizar me ,Ye pal do pal ka kaam nahi hota.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.