chand chale gaye sitare chale gaye apne to kya begane b sare chale gaye hum jeet bhi sakte the kai baaziyaan par kya karte apno ko jeetane ke liye hum hare chale gyae
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.