Unke har ada k deewane the hum. Ada kya unke hi deewane the hum. Aaj unke pass humari parchhai v mandrati nehi. Parchhai hi kya unhe to humari yaad v aati nehi.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.