agar mauka milega to khuda se mang lenge, lauta de sare lamhe ham bas yahi chahnge, agar mana nahi khuda to, itni ibdat karnge ki khuda bhi zami par aynge....
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.