tumhe dil mai basaye rakhta hu or duniya ko bhulay ...

Shayari Wishes

By pawan dhawal | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
tumhe dil mai basaye rakhta hu
or duniya ko bhulaye rakhta hu
tumhe meri nazar na lag jaye
isliye apni nazre jhukai rakhta hu.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares