Gham K Samondaron Mai Khoya Howa Hoon Mai! Honton Pay Hansi Rakh K Roya Howa Hoon Mai! Mil Jayay Agr Koi Khushi To Lagta Hai Mujhay! K Jagti Ankhon Mai Bhi Soya Howa Hoon Mai!
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.