Ret ke Saher Me Aashiyana Banaya tha..Kagaz ki kasti ko sahara banaya tha..zokha hawa ka sab kuch uda le gaya..shayad humne hi rista kamzor banaya tha..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.