"dil ek dariya hai, dub jana hai, payar ek sahil hai, us par ter jana hai, mahobbat ek jivan hai, zindgi jiye chale jana hai, agar tum sath doge to aasman choo jana hai."
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.