Aaj mere dil ne hume bahut tadpaya. Jo hume bhulak ...

Shayari Wishes

By Ranjan Acharya | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aaj mere dil ne hume bahut tadpaya.
Jo hume bhulakar khush hai ussi ko hi yaad kiya.
Jab sochha isse nikal du to ye khayal aaya.
Isse tadpane mein hi to aapko maza aaya.
View All Shayari Wishes

Next Wishes

In Shayari Wishes
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai,
Jise apna banaya wo kyun door hota hai,
Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan,
Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.

By Bhramita # 46
In Shayari Wishes
7 0
5 shares