Manzil ki rah se raste badal jate hai. Waqt ki aandi se Insan badal jate hai. Sochte hai unhe etna yaad na kare, Lekin aankh band karte hi irade badal jate hai.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.