Surat Aapki khayalo se kyo nhi jati? Need hai Aankho me magar kyo nhi aati ? Aap sath they to maut ka khauf Na tha Mujhko,Ab mai tanha hu to maut kyo nhi aati ?
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.