Unse milne k liye har dhadkan bekarar thi Pyaar ki khumari hamare Dil me sawaar thi Subah se shaam tamaam ho gayi unke intzaar me Par shayad unko hamari dosti b nagawaar thi
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.