unkiawaj sunne ko tarste the, wo pyar bhari awaj suni he mere kano se, juth naqab lagaya tha mene muskan ka, wo naqab hata liya unki ek musakan ne badi siddat se...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.