Tinka tinka tufan me bikharte chale gaye,tanhai ki gahraiyon me utarte chale gaye.Jannat thi har sham jin dosto ke sath,1-1 karke sab bichadte chale gaye..
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.