har lafj ko kagaj pe utara nahi jata,is tarah yaaar pe gussa utara nahi jata,hoti hai pyar me kuch majburi ki bate,yu hi to is khel me dl hara nahi jata.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.