jindgi ki talash me hamne maut se nata jod liya, jo kabhi mera na tha mene use nata jod liya, luat liya hamko hamari mahbt ne, hamne to sirf usko chane ka gunah kiya...
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.