In Nakabo k piche chehra koi purana hoga. Jo b ho wo jarur humara hoga. Hoga us waqt kya jab dil gum ka mara hoga. Bahega jo assk wo to sab tumhara hoga.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.