Hume koi gila na tha kabhi zindgi se. Meri pahli mahobbat hai tumhi se. Ab rah gaya kya kahna baki juba se. Sada bane tu mere liye, Ye fariyad karte hai khuda se.
Khuda jaane pyaar ka dastur kya hota hai, Jise apna banaya wo kyun door hota hai, Kehte hai ki milte nahi zameen aasmaan, Par fir kyun aasmaan zameen par fida hota hai.