Tute khawbao ko phir sajana aata hai,Ruthe dil ko manana aata hai… Aap hamare gum ko dekhkar pareshaan na ho,Humein to dard mein bhi muskarana aata hai…
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.