Sawan ne b kisi se pyar kiya tha usne use badal ka ...

Sad Shayari Wishes

By shashikant yadav | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Sawan ne b kisi se pyar kiya tha usne use badal ka ka nam diya tha rate the dono ek dusre ki judai mai aur logo ne use barish ka nam diya tha.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares