Har din se Pyara lagta hai hame ye khaas din, hum ...

Birthday Wishes

By Sarvesh kumar | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Har din se Pyara lagta hai hame ye khaas din,
hum jise bitana nahi chahte aap bin,
Vaise to Dil deta hai sada hi Dua aapko,
phir bhi kehte hai mubarak ho JanmDin aapko.
View All Birthday Wishes

Next Wishes

In Birthday Wishes
Tohfa-e-dil de dun ya de dun chaand tere,
Janamdin par tujhe kya doon ye pooche mujhse saare,
Zindagi tere naam kar dun to bhi kam hai,
Daman se bhar dun har pal khushiyan mein tumhare,
Janamdin ki hardik shubh kamanayein.

By JAYANT # 6
In Birthday Wishes
159 0
2 shares