Thukra kar usne hume muskurane ko kaha, humne bhi hus diya...sawal uske khushi ka tha, humne to wo khoya jo kabhi humara na tha, pur usne to vo khoya jo sirf usika tha...!
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.