Kaunsa zakhm tha jo taaza nahi tha, Itne gum tha ...

Dard Shayari Wishes

By LUCKY JHA | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 1 shares
Kaunsa zakhm tha jo taaza nahi tha,

Itne gum tha ki andaza nahi tha,

Aapki Jheel si aankhon ka kya kasoor,

Doobne wale ko gahraai ka andaza nahi tha...!!!
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares