apni ankhon mein mera aks saja kar roya koi, meri ...

Dard Shayari Wishes

By pankaj tiwari | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
apni ankhon mein mera aks saja kar roya koi, meri tasweer ko sine se laga kar royakoi, is kadar khuf tha badnami ka usko mere dosto apne chahre ko anchal mein chupa kar roya koi,!
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares