Aapki yaadon ko aansu banakar piya karenge, Waqt-b ...

Funny Shayari Wishes

By LUCKY JHA | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aapki yaadon ko aansu banakar piya karenge,
Waqt-bewaqt aapko miss kiya karenge,
Aapki yaad mein mar bhi gaye to kya?
Yamraj ke computer se roz aapko e-mail
kiya karenge.
View All Funny Shayari Wishes

Next Wishes

In Funny Shayari Wishes
Ishq mein ye anjaam paaya hai,
Haath pair toote, muh se khoon aaya hai,
Haspatal pohanche to nurson ne farmaya
Baharon phool barsayo
Kisika mehboob aaya hai.

By maku # 645
In Funny Shayari Wishes
87 1
15 shares