maine usko apne dil mein basaya h jeen to mujhe usi ne sikhaya h har khushi har gum mein sath tha uske par aaj usi ki wajah se aansu meri aankhon mein aya h
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.