yaad uski dil main dava ke rakhi thi, tasveer uski man main chupa ke rakhi thi, door usse jakar bahut dard mila tha, dard main zindgi maine basa ke rakhi thi,
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.