wo ishara karte rahe hum samajh na sake wo kinara karte rahe hum majhdar se bach na sake hume yakin hote huye bhi shak na huya ki wo bewafa hain wo dard dete rahe hum khush hoke has na sake
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain, Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain, Kuch log hote hain aansuon ki tarah, Pata hi nahi lagta saath de rahe hain, Ya chodkar ja rahe hain.