Itna tuta hu chhune se bikhar jaunga, Ab dua doge ...

Sad Shayari Wishes

By AJIT RUBY | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Itna tuta hu chhune se bikhar jaunga, Ab dua doge mar jaunga. Puchh ke mera pata waqt barbad na kar, Main banjara hun na jane kidhar jaunga.
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares