Aaj b usko dhundhne har raat nikalta hu Uska aaj ...

Sad Shayari Wishes

By jaBEWAFA | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Aaj b usko dhundhne har raat nikalta hu

Uska aaj b wahi pr intzar karta hu

Pata he wo nahi aayegi

Magar uske intzar me waqt se baat karta hu..
View All Sad Shayari Wishes

Next Wishes

In Sad Shayari Wishes
Bahut kuch sikha jaati hai zindagi,

Hansa ke rula jaati hai zindagi,

Jee sako jitna utna jee lo doston,

Kyunki bahut kuch baaki reh jaata hai,
Aur khatam ho jaati hai zindagi.

By Bhavna Sharma # 129
In Sad Shayari Wishes
75 1
10 shares