Humne dilko so baar samjaya k tumhe itna yaad karn ...

Dard Shayari Wishes

By MeraSanam | Added 13 Years Ago, Updated 10 Years Ago, 0 shares
Humne dilko so baar samjaya k
tumhe itna yaad karna chodde.
par dil se ek hi aawaz aayi ki
har saas me tumari yaad hai,
to kya saas lena chodde..
View All Dard Shayari Wishes

Next Wishes

In Dard Shayari Wishes
Kabhi laga wo mujhe sata rahe hain,
Kabhi laga ki wo kareeb aa rahe hain,
Kuch log hote hain aansuon ki tarah,
Pata hi nahi lagta saath de rahe hain,
Ya chodkar ja rahe hain.

By Sib # 663
In Dard Shayari Wishes
16 0
6 shares